Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeC Ramchandra Chitalkar(Anna Saheb)
HomeC Ramchandra Chitalkar(Anna Saheb)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa aa aa aa aa aa aa aa tu chhupi hai kahaan main tadapta yahaan tere bin fika fika hai dil ka jahaan chhupi hai kahaan main tadapta yahaan tu gayi udd gaya rang jaane kahaan tere bin fika fika hai dil ka jahaan chhupi hai kahaan main tadapta yahaan dil ki mehfil mein jab na mujhe tum mile saans leti hoon aake iss sunsaan mein in bahaaron mein jab na tujhe pa saki in bahaaron mein jab na tujhe pa saki to tadapti hoon aake iss veeran mein tere bin fika fika hai dil ka jahaan chhupi hai kahaan main tadapta yahaan ye nazren deewani kyun khoyi huyi tere rangeen sapnon ke rangon mein umangon mein jab na tujhe pa saki umangon mein jab na tujhe pa saki dhundhati hoon main ghum ki tarangon mein tere bin fika fika hai dil ka jahaan chhupi hai kahaan main tadapta yahaan tu chhupi hai kahaan chhupi hai kahaan chhupi hai kahaan main chhupi hoon piya teri palkan mein teri dhadkan mein teri har saans mein teri har aas mein main chhupi hoon kahaan mera ye raaz sun dard ke haathon
tum apni yaad bhi dil se bhula jaate to achchha tha ye do aansu lagi dil ki bujha jaate to achchha tha mere armaan bhi le jaate meri hasrat bhi le jaate mere armaan bhi le jaate meri hasrat bhi le jaate nazar se chheen kar apni haseen soorat bhi le jaate andhere aur in aankhon mein chha jaate to achchha tha tum apni yaad bhi dil se bhula jaate to achchha tha mere dil ki mohabbat ka yaqeen kab tum ko aaya tha mere dil ki mohabbat ka yaqeen kab tum ko aaya tha jahaan sau zulm dhaaye the jahaan dil ko mitaaya tha mujhe bhi apne haathon se mita jaate to achchha tha ye do aansu lagi dil ki bujha jaate to achchha tha mera dil pher de meri nishaani pherane waale mera dil pher de meri nishaani pherane waale jo mumkin ho to lauta do meri aahen mere naale jo mumakin ho to lauta do meri aahen mere naale hum apne dil ka khoya chain pa jaate to achchha tha ye do aansu lagi dil ki bujha jaate
tum mere main teri tere charan kamal ki pheri janam janam ki teri pujaaran laayi bhar ke tera pyaar salone saiyaan isko karo swikaar tum mere main teri ik praan do tan hai humare jug jug ke hum saathi ik praan do tan hai humare jug jug ke hum saathi sang sang hai aise piya hum jaise diya aur baati asha mili asha mili nayi kaliyaan khili dekho jeevan mein aayi bahaar salone saiyaan isko karo swikaar tum mere main teri dekhi dukh ki wo andhiyaari ghadiyaan jo tu haath se phenke dekhi dukh ki wo andhiyaari ghadiyaan jo tu haath se phenke haathon mein kangnaa khan khan kare mere maathe bindiyaa damke sab dukhde bhule sab dukhde bhule godi mein jhule sapnon ka ye sansaar salone saiyaan isko karo swikaar tum mere main teri
tum saiyaan gulaab ke phool huyi kya humse bhool tum saiyaan gulaab ke phool huyi kya humse bhool jo humko chhod chale kyun naata tod chale tum saiyaan gulaab ke phool huyi kya humse bhool jo humko chhod chale kyun naata tod chale ho saiyaan mann mein karo na piya itna vichaar meethi meethi laage pyaar mein taqraar mann mein karo na piya itna vichaar meethi meethi laage pyaar mein taqraar tum rutho piya rutho chaahe rutho hazaaron baar manaun dildaar kyun nazren mod chale kyun naata tod chale tum saiyaan gulaab ke phool huyi kya humse bhool jo humko chhod chale kyun naata tod chale hoye saiyaan aaj nahin maane to aaj nahin maane to main zara na darungi zehar jo piyungi khadi khadi hi marungi aaj nahin maane to main zara na darungi zehar jo piyungi khadi khadi hi marungi tumne humse piya humse kaahe humse milaaye nain churaya mera chain are jawani chhod chale kyun naata tod chale tum saiyaan gulaab ke phool huyi kya humse bhool jo humko chhod chale kyun naata tod
tumhen main agar apna saathi bana loon bataa do mera saath doge kahaan tak zameen se jahaan aasmaan mil raha hai naa chhodenge daaman tumhara wahaan tak tumhen main agar apna saathi bana loon bataa do mera saath doge kahaan tak zameen se jahaan aasmaan mil raha hai naa chhodenge daaman tumhara wahaan tak yahaan har kadam par nayi dilkashi hai kahaan tak tumhaara bharosa karun main yahaan har kadam par nayi dilkashi hai kahaan tak tumhaara bharosa karun main duaa hai ke benoor ho jaaye aankhen kisi aur ki jo tamanna karun main tumhen main agar apna saathi bana loon bataa do mera saath doge kahaan tak zameen se jahaan aasmaan mil raha hai naa chhodenge daaman tumhara wahaan tak aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa salaamat hai jab tak ye zulfon ke saaye to phir kis ko jannat ka armaan hoga salaamat hai jab tak ye zulfon ke saaye to phir kis ko jannat ka armaan hoga
umr huyi tumse mile phir bhi jaane kyun aise lage jaise pehli baar mile hain umr huyi baagh saje phir bhi jaane kyun aise lage phool pehli baar khile hain roop jaga yun bin sanware saajna main sanwar gayi roop jaga yun bin sanware saajna main sanwar gayi aaj laga yun aaj laga yun motiyon se meri maang bhar gayi kajra chhalke aachra dhalke aise lage jaise pehli baar mile hain umr huyi tumse mile phir bhi jaane kyun aise lage jaise pehli baar mile hain sang tumhara meri zindagi ko raas aa gaya sang tumhara meri zindagi ko raas aa gaya paa ke sahaara paa ke sahaara door tha main apne paas aa gaya duniyaa saari laage nyaari aise lage jaise pehli baar mile hain umr huyi tumse mile phir bhi jaane kyun aise lage jaise pehli baar mile hain jhoom utha tann mann mein ek aisi baat aa gayi jhoom utha tann mann mein ek aisi baat aa gayi jiss ki thi lagan jiss ki thi lagan aaj wo milan ki raat aa gayi alke lehken ankhiyaan behken aise lage jaise pehli baar mile hain umr huyi
wo humse chup hain hum unse chup hain manaane waale manaa rahe hain wo humse chup hain hum unse chup hain manaane waale manaa rahe hain nighaahen uth uth ke jhuk rahi hain nighaahen uth uth ke jhuk rahi hain maze muhabbat ke aa rahe hain wo humse chup hain hum unse chup hain manaane waale manaa rahe hain ye jhuthi aahen ye jhuthe aansoon ye jhuthi aahen ye jhuthe aansoon jhalak rahen hain jo har palak mein bata rahe hain bata rahe hain ke toote dil do hazaaron sadmen utha rahe hain maze muhabbat ke aa rahe hain wo humse chup hain hum unse chup hain manaane waale manaa rahe hain ghadi mein bigde ghadi mein jhagde ghadi mein bigde ghadi mein jhagde hain baithe phir bhi aisi adaa se aisi adaa se dabaa ke apne honthon ko donon hansi ko apni chhipaa rahe hain maze muhabbat ke aa rahe hain wo humse chup hain hum unse chup hain manaane waale manaa rahe hain
insaan ka insaan se ho bhaichaara yahi paighaam humara yahi paighaam humara naye jagat mein hua purana unch neech ka kissa sab ko mile mehnat ke mutabik apna apna hissa sabke liye sukh ka barabar ho banthwaara yahi paighaam humara yahi paighaam humara har ek mehal se kaho ki jhopadiyon mein diye jalaaye chhoton aur badon mein ab koi fark nahin reh jaaye iss dharti par ho pyaar ka ghar ghar ujiyaara yahi paighaam humara yahi paighaam humara insaan ka insaan se ho bhaichaara yahi paighaam humara yahi paighaam humara
ye hasrat thi ke iss duniyaa mein bas do kaam kar jaate ye hasrat thi ke iss duniyaa mein bas do kaam kar jaate tumhari yaad mein jeete tumhare ghum mein mar jaate ye hasrat thi ke iss duniyaa mein bas do kaam kar jaate ye duniyaa doobti toofan aata iss qayaamat kaaaaa haaaaaa aaaa aaaaa ye duniyaa doobti toofan aata iss qayaamat kaa agar dam bhar ko aankhon mein meri aansu thehar jaate ye hasrat thi ke iss duniyaa mein bas do kaam kar jaate tumhari yaad aa aa kar mere nashtar chubhoti hai tumhari yaad aa aa kar mere nashtar chubhoti hai mere nashtar chubhoti hai wagad naa dil ke saare zakhm itne din mein bhar jaate wagad naa dil ke saare zakhm itne din mein bhar jaate ye hasrat thi ke iss duniyaa mein bas do kaam kar jaate kahaan tak dukh uthaayeeen kahaan tak dukh uthaayen teri furkat aur judaayi keeee teri furkat aur judaayi ke agar marna hi tha ik din naa kyun phir aaj mar jaate agar marna hi tha ik din naa kyun phir aaj mar jaate ye hasrat thi ke iss duniyaa
na raaja rahega na raani rahegi yeh duniya hai faani aur faani rahegi na jab ek bhi zindgaani rahegi ee to maati sabhi ki kahaani kahegi to maati sabhi ki kahaani kahegi dikhayegi rana ke rann ki nishani kahegi shivaji ke pran ki kahani batayegi muglon ki baate ajaani us gaddaar jaychand ki zindagaani yeh aapas ki sab badgumani kahegi yeh maati sabhi ki kahaani kahegi yeh maati sabhi ki kahaani kahegi jo the desh dushman gulami ke raahi lage pharne is vatan par siyaahi videsho ki karne lage vaah vaahi gaya desh haatho se aayi tabaahi yeh bhar bhar ke aankhon mein paani kahegi yeh maati sabhi ki kahaani kahegi yeh maati sabhi ki kahaani kahegi phir svatantra ka aisa sangram aaya ke har aadmi desh ke kaam aaya ladi veer janshi ki rani bhavani hajaron ne laakhon ne johar jalaya yeh qurbaniya khud jubaani kahegi yeh maati sabhi ki kahaani kahegi yeh maati sabhi ki kahaani kahegi jala do jala do yeh itihas jhothe tumhare yahan zarre zarre pe sach hai likha re julam vo
zameen chal rahi aasmaan chal raha hai zameen chal rahi aasmaan chal raha hai ye kis ke ishaare jahaan chal raha hai zameen chal rahi aasmaan chal raha hai ye kis ke ishaare jahaan chal raha hai zameen chal rahi aasmaan chal raha hai chali jaa rahi hai zamaane ki nayyaa chali jaa rahi hai zamaane ki nayyaa nazar se na dekha kisi ne khiwaiyya nazar se na dekha kisi ne khiwaiyya na jaane ye chakkar kahaan chal raha hai na jaane ye chakkar kahaan chal raha hai ye kis ke ishaare jahaan chal raha hai zameen chal rahi aasmaan chal raha hai ye kis ke ishaare jahaan chal raha hai zameen chal rahi aasmaan chal raha hai ye hansna ye rona ye aasha nirasha hansna ye rona ye aasha nirasha samjh mein na aaye ye kya hai tamaasha samjh mein na aaye ye kya hai tamaasha ye kyun raat din carvaan chal raha hai ye kyun raat din carvaan chal raha hai ye kis ke ishaare jahaan chal raha hai zameen chal rahi aasmaan chal raha hai ye kis ke ishaare jahaan chal raha hai zameen chal rahi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tu Chhupi Hai Kahaan Main Tadapta Yahaan Navrang (1959) 08:10 13848
 
Poster of Navrang (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
On Screen Actors- 
Mahipal, Sandhya
Raag- 
Malkauns
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 08:10   Song Number : 13848   

Tum Apni Yaad Bhi Dil Se Yasmin (1955) 03:29 15746
 
Poster of Yasmin (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Suresh
Duration : 03:29   Song Number : 15746   

Tum Mere Main Teri Navrang (1959) 03:18 13851
 
Poster of Navrang (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sandhya
Raag- 
Pahadi
Duration : 03:18   Song Number : 13851   

Tum Saiyaan Gulaab Ke Navrang (1959) 05:35 13850
 
Poster of Navrang (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sandhya
Duration : 05:35   Song Number : 13850   

Tumhen Main Agar Apna Saathi Shatranj (1969) 04:50 15667
 
Poster of Shatranj (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 04:50   Song Number : 15667   

Umr Huyi Tumse Mile Bahurani (1963) 03:20 12804
 
Poster of Bahurani (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Mala Sinha
Duration : 03:20   Song Number : 12804   

Wo Humse Chup Hain Sargam (1950) 02:48 15112
 
Poster of Sargam (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
P L Santoshi
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Rehana
Duration : 02:48   Song Number : 15112   

Yahi Paighaam Humara Paigham (1959) 02:35 13896
 
Poster of Paigham (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Pradeep
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 02:35   Song Number : 13896   

Ye Hasrat Thi Ke Nausherwan-E-Adil (1957) 03:57 15163
 
Poster of Nausherwan-E-Adil (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Parvez Shamsi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bipin Gupta
Duration : 03:57   Song Number : 15163   

Yeh Maati Sabhi Ki Navrang (1959) 04:20 32977
 
Poster of Navrang (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Mahipal
Duration : 04:20   Song Number : 32977   

Zameen Chal Rahi Hai Aasmaan Chal Raha Hai Pehli Jhalak (1955) 05:59 19172
 
Poster of Pehli Jhalak (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Shiv Raj
Duration : 05:59   Song Number : 19172   
Karaoke Songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), Sad Songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), Love Songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), Dance Songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), Hip-hop songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), Best songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), Super hit songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), hit songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), duet songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), solo songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), old songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), famous songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), Hindi Karaoke Songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), Hindi Sad Songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), Hindi Love Songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), Hindi Dance Songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), Hindi Hip-hop songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), best Hindi songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), super hit Hindi songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), hit Hindi songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), duet Hindi songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), solo Hindi songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), old Hindi songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), famous Hindi songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), Sing Along Songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), Sing Along Sad Songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), Sing Along Love Songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), Sing Along Dance Songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), Sing Along Hip-hop songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), Sing Along Best songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), Sing Along Super hit songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), Sing Along hit songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), Sing Along duet songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), Sing Along solo songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), Sing Along old songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb), Sing Along famous songs of c ramchandra chitalkar(anna saheb)